My Shayari Collection for You - Shayari All by Ratan

Website Translator

funny Sad Ghazal, Latest Sad Ghazal - Hindi Shayari collection

Tumne jo meri kabar par, aakar yun muskura diya
Bijli chamak kar gir padi, sara kafan jala diya,

Image result for sad ghazal shayari hindi


Main so raha tha chain se, yun hi kafan-e-mazaar mein,
Yahan bhi sataane aa gaye, kisne pata bata diya,

Tumne chadhaye phool to, ehsaan kya kiya,
Humne tumhare ishq mein, sara chaman luta diya,

Pucha na jeete ji kabhi, dard e dil ka haal,
Aaye ho kabar par meri, mitti mein jab mila diya,

Aaye ho mazaar par mere, dekh liya ab mera haal,
Thukra ke mere pyar ko, kisi aur ko apna bana diya.

Ab ho gaya hai ilm tumhein, ek shikayat meri jaan lo,
Kiya jo hashar tumne mera, apno ko begana bana diya,

Main to kafan mein hoon ab, meri baat aur hai,
Karna na unka haal wo ab, jo haal mera tumne bana diya.

 door jaane ka tumse irada na tha,
sang-sang jindagi bitane ka bhi waada na tha,
tum bewafa ho ye jante the ham,
par itni jaldi kisi aur ke ho jaoge ye andaja na tha.

wo Apnapan sikha ke juda ho Gaye,

Na socha Na samjha bas Khafa ho Gaye,
ek bar kaha tha kisi ko hamne apna,
wo bhi aaj kal na jaane kyu bewafa ho Gaye.







ConversionConversion EmoticonEmoticon

:)
:(
=(
^_^
:D
=D
=)D
|o|
@@,
;)
:-bd
:-d
:p
:ng